Wasi shah gazal

Tuesday 17 April 2012 · Posted in

{^*^Wasi Sha^*^}

"Baar'ha tujhy kaha tha mujhy apna na bana...,

Ab chor k mujhy dunya me tmasha na bana...,

Mohabat karni hai to phir rooh me uter ja...,

Yon sar-e-aam meri izat ka janaza na bana...!

Muddaton door reh kar ab pass aany lagay ho...,

Yeh hijr k zakhm phir se Taaza na bana...!

Me hamesha se tera tha,ab q kisi or ka hounga...!

zindagi b teri hai,tu b kisi or ko apna na bana..

Leave a Reply

Popular Posts