type='html'>Yaad aataa hai roz O shab koi
Hum se rutha hai be sabab koi
Lab E joo chhaaoN me darakhtoN ki
Woh mulaaqaat thi ajab koi!!
Jab tujhe pahli baar dekhaa tha
Woh bhi tha mausam E tarab koi
Kuchh khabar le K teri mahfil se
Door baitha hai jaaN ba lab koi
Na Gham E zindagi na dard E firaaq
Dil meN yuNhi si hai talab koi
Yaad aati haiN door ki baateN
Pyaar se dekhta hai jab koi
khaayi hai baarhaa lekin!
Aaj to dard hai ajab koi
Jin ko mitna tha mit chuke ‘Nasir’
Un ko ruswaa kare na ab koi...
This post was made using the Auto Blogging Software from WebMagnates.org This line will not appear when posts are made after activating the software to full version.
Popular Posts
-
Ghani Khan Pashto Shayari Intezar che pa salgo sho no ta raghley Che me zhwand pa dobedo sho no ta raghley Saaqi cherta ve che meena aw mast...
-
Urdu Poem in Picture by Aakash Sayed! Urdu Ghazal by Ahmed Faraz Lipat kar apni tanhai se jagta rehta hon ma Tamam raat kisi ki yaad mujhe S...
-
Beautiful Valentine's Day Poem in Urdu Suna Ha Aaj Ka Din! Dil Waley, Piyar Karne Waley Saath Hotey Hain! Aik Dosrey Ka Pass Hotey Hain!...
-
Tujhe aaba se apne koi nisbat ho nahin sakti K tu guftaar wo kirdaar tu sabit wo sayara..!!!
-
Urdu Poetry is liked by millions of its fans, People like Urdu poetry and ghazals everywhere. Whether poetry publish on Facebook or any we...
-
Faiz Ahmed Faiz Ghazal Kabhi kabhi yaad main ubharte hain naqsh-e-maazi mite mite se Wo aazmaish dil-o-nazar ki, wo qurbaten si, wo fasle se...
-
tumhari zindagi mein main kahan par hoon? Hawa e subha mein ya sham k pehlay sitaray mein jhijakti boonda baandi mein keh bayhad taiz b...
-
Wo Mohabbaton K Sauday Bhi Ajeeb Kerta Hai Mohsin… Bas Muskurata Hai Aur Dil Khareed Leta Hai..!!! This post was made using the Auto Bloggin...
-
ye jo nang thay ye jo naam thay mujhey kha gaye ye khayal-e-pukh'ta jo khaam thay mujhey kha gaye kabhi apni aankh se zindagi pe nazar n...