Showing posts with label ajeeb. Show all posts

"Uska Piyar Bhi Kitna Ajeeb Tha"

· Posted in , ,





Uska Piyar Bhi Kitna Ajeeb Tha

Wo Mujhe Mujh Hi Se Manga Karta Tha



Bara Shokh Uska Andaz Tha

Wo Mujhe JAAN Bulaya Karta Tha



Usey Chah Thi Main Manaon Usey

Wo Mujh Se Rooth Jaya Karta Tha



Wo Saari Duniya Ko Bhula K

Mery Pehlu Mein So Jaya Karta Tha



Wo Aksar Baat Chair Kar Door Jany Ki

Mera Dil Jalaya karta Tha



Usey Ghum Tha Is Baat Par Wo Pa Na Saka Meri Zaat Ko

Wo Khud Ko Kar K Afsurda Mujhe Bhi Rulaya karta Tha

Ye jo zindagi hai ajeeb c

Wednesday, 11 April 2012 · Posted in ,

Ye jo zindagi hai ajeeb c,

Ye jo roz-o-shab hain udas sy,

Ye jo rabty hain dary dary,

Ye jo durian c hain darmEyan,

Mai agr tujy jo sanwaar dun,

Tery roz-o-shab ko nikhar dun,

Mera hath tham k ye ahed do,

Mujy aese hi dil mei rakho ge tum,

Mery sath sath raho gy tum,

Mery humsafr mery hum nasheen,

Tujy is qadr jo mai peyar dun,

K ye zindgi hi haar dun,To batao na mery bad b?

Yehi ehad apna nibhao ge,

YA MUJHKO TUM BHOOL JAO GY..

Popular Posts